Beta Maa Ko Naye Banglay Ka Keh Kar Old Age Home Chhor Aya | Phir Ek Message Ne Hosh Ura Diye
Urdu Nagri
0:00 / 0:00
Beta Maa Ko Naye Banglay Ka Keh Kar Old Age Home Chhor Aya | Phir Ek Message Ne Hosh Ura Diye
40 922 просмотра · 1 дн. назад
Urdu Nagri
397 тыс. подписчиков
40 922 просмотра · 1 дн. назад
Beta Maa Ko Naye Banglay Ka Keh Kar Old Age Home Chhor Aya | Phir Ek Message Ne Hosh Ura Diye
Ek dil hila dainay wali sachi aur sabak amoz kahani. Beta apni boodhi maa ko naye banglay ka jhaansa de kar achanak ek old age home ke bahar be-rehmi se chhor kar bhaag gaya. Magar maa ne himmat na haari aur kanptay hathon se mobile nikal kar ek aisa paigham bheja jis ne na-farman bete ke hosh ura diye.
Aakhir maa ne kya message kiya? Aur bete ke ghar pohanchne se pehle wahan logon ka hajoom kyun jama ho gaya? Jannay ke liye video ko aakhir tak zaroor dekhein.
Agar kahani pasand aaye to video ko LIKE karein, doston aur family ke sath SHARE karein, aur mazeed sabak amoz, emotional aur islami kahaniyon ke liye hamare channel ko zaroor SUBSCRIBE karein!
#UrduKahani #MoralStory #MaaKiAzmat #EmotionalStory