Surah Lahab ki Kahani | Full Quran Details
inam Tv
0:00 / 0:00
Surah Lahab ki Kahani | Full Quran Details
295 просмотров · 10 дней назад
inam Tv
224 подписчика
295 просмотров · 10 дней назад
Is surah mein Abu Lahab aur us ki biwi ki sakht muzammat ki gayi hai۔ Abu Lahab Nabi Muhammad ﷺ ka chacha tha, lekin us ne Islam ki mukhalifat ki aur Rasool Allah ﷺ ko takleef pahunchane ki koshish ki۔ Surah batati hai ke maal, daulat aur duniya ki taqat Allah ke azaab se nahi bacha sakti۔
“Hammalatal-hatab” ka matlab hai lakriyaan uthaane wali۔ Tafseer mein is ke ma'nawi pehlu bhi bayan kiye gaye hain، yani woh Nabi ﷺ ke khilaf fitna aur aziyat phailane mein hissa leti thi
#quran #surah #muhammad #muhammadﷺ