Mere aaqa mere maula Qasida e hassan bin sabit by Hafiz Asadullah Only On Al Buraq Production
Al Buraq Production
0:00 / 0:00
Mere aaqa mere maula Qasida e hassan bin sabit by Hafiz Asadullah Only On Al Buraq Production
131 просмотр · 7 месяцев назад
Al Buraq Production
2,1 тыс. подписчиков
131 просмотр · 7 месяцев назад
Mere aaqa mere maula Qasida e hassan bin sabit by Hafiz Asadullah Only On Al Buraq Production
Naat lyric
MERAY AQA MERAY MOLA
Meray aqa meray mola x4
Muhamad ur rasool ullah x4
Jahan mein un sa chera hai
Na hai khanda jabein koi
Abhi tak jan saki na auratein un sa hassen koi
Nahi rakhi hai qudrat nai meray aqa qami tujh mein
Jo chaha app nai maula wo rakha hai sabhi tujh mein
Meray aqa meray mola x4
Muhamad ur rasool ullah x4
Badi ka daur tha har su jahalat ki ghataein thein
Fasado zulm se charo tarf pheli hawaein thein
Khuda ke hukum say na ashna makay ki basti
Fasado jurm say charo taraf vehsatein barasti thein
Khuda kay deen ko bachon ka aik khel samajtay thay
Khuda ko chor kar har cheez ko mabood kehtay thay
Wo apnay hath hi say patharoon kai boot banatay thay
Uni kay smanay jhukte unhi ki hamd gatay thay
Kisi ka naam uza tha kisi ko laad kehtay thay
Hubul nami baray but ko buton ka baap kehtay thay
Agar larki ki paydaish ka zikr ghar mein sun lete
to us masoom ko zinda zameen mei dafan karte thay
gharaz job hi burai thi sab un mein pai jatithi
na thi sharm o haya ankhon mein ghar ghar beyhayai thi
magar allah ne un par jab apna reham farmaya
to abduullah kai ghar mein khuda ka ladla aya
arab kay log us bache ka jab aizaz karte thay
to abdul mtlib is qismat pe apni naaz karte the
khuda kay deen ka phirbol bala hone wala tha
muhamad say jahan mein phir ujala hone wala tha
Meray aqa meray mola x4
Muhamad ur rasool ullah x4
Qada ko apnay hamlon say ghubar alood kardein gay
Na aisa kar sakay to khun se sahra ko bhardein gay
Bulandi ki tarf dahloun pe bijli ban ke jate hain
Hamari pusht par naysay adu kay kun kay payasay hain
Hamaray behtarin ghoray hawa ke saath chalet hain
Dupatay auraton kay un kay chehron per lapakte hain
Agar hum ban gai fatih to umra karne jaiein
Humari jangein allah ki khatir ye dikhaein gay
Agar tum dhat gay mademuqabil phir bhi bil akhir
Muaziz hum banein gay jang kay shaulon ko bharka ker
Meray aqa meray mola x4
Muhamad ur rasool ullah x4
Wa ahsana min kalam taraka tu ainon
Wa ajmala min kalam talidin nisaon
Khulikta mubara um min kuli ainin
Wa inaka kad khulik ta kama tashao
Jahan mein un sa chera hai
Na hai khanda jabein koi
Abhi tak jan saki na auratein un sa hassen koi
Jahan mein un sa chera hai
Na hai khanda jabein koi
Abhi tak jan saki na auratein un sa hassen koi
Nahi rakhi hai qudrat nai meray aqa qami tujh mein
Jo chaha app nai maula wo rakha hai sabhi tujh mein
Nahi rakhi hai qudrat nai meray aqa qami tujh mein
Jo chaha app nai maula wo rakha hai sabhi tujh mein
Meray aqa meray mola x4
Muhamad ur rasool ullah x4
Salalahu alaihi wasalam x4