Перейти к содержимому

Bibi Sakina Noha 2026 | Shimr Ne Haal Mera Kaisa Banaya Baba s.a |Sayed Mohd Minhal Nohay 2026 |

Syed Mohd Minhal Official и ещё 2

0:00 / 0:00

Bibi Sakina Noha 2026 | Shimr Ne Haal Mera Kaisa Banaya Baba s.a |Sayed Mohd Minhal Nohay 2026 |

26 712 просмотров · 3 месяца назад
Syed Mohd Minhal Official и ещё 2
26 712 просмотров · 3 месяца назад
nohay #nohay2026 #sayedmohdminhal Noha Shahadat Bibi Sakina | Nohay 2026| Kehti Thi Sakina| Sayed Mohd Minhal Nohay 2026 | Noha Bibi Sakina | Muharram Nohay 2026 | Bibi Sakina Noha 2026 | New Nohay 2026 | 13 Safar Noha | 13 Safar Bibi Sakina Noha | Bibi Sakina aur Imama Hussain a.s Noha New Noha Bibi Sakina 2026 by Sayed Mohd Minhal on Martyrdom Shehzadi Sakina sa 13 safar. #sayedmohdminhal #NohaBibiSakina2026 #shimrnehaalmerakaisabanayababa #13SafarNoha #NewNohay2026 #ZindaanBibiSakina #MirShahRizwan #NohaShahadatBibiSakina #Nohay2026 #NohaBibiSakina #MuharramNohay2026 #BibiSakinaNoha2026 #MuharramNoha #sayedmohdminhalNohay #Nohay © 2026 Sayed Mohd Minhal. All rights reserved. ➽ Subscribe ➽ / @sayedmohdminhal🔔 Stay updated! Video Info - ➽Title | Shimr Ne Haal Mera Kaisa Banaya Baba ➽Recited by | Sayed Mohd Minhal ➽Kalam | Mir Shah Rizwan ➽Audio | RHR Studio ➽ Video | Qayam Production ➽Creatives | Azadar Official ➽Worldwide Distribution : Famous Tune ➽Related - Noha Shahadat Bibi Sakina sa Noha 1448/2026 On the martyrdom of Shahzadi Bibi Sakina sa Binte Imam Hussain as, Many condolences to Prophet Muhammad (saww) and Hazrat Fatima Zahra (sa) and especially to Imam e Zamana (AJF). Shimr Ne Haal Mera Kaisa Banaya Baba| Noha Shahadat Bibi Sakina 2026 by Sayed Mohd Minhal Presenting the heart-rending Noha "Shimr Ne Haal Mera Kaisa Banaya Baba," recited and composed by Sayed Mohd Minhal. This poignant Noha is a tribute to the martyrdom of Shehzadi Sakina (SA) and is part of our exclusive Muharram 2026/1448 collection. The deeply moving lyrics, penned by Mir Shah Rizwan, capture the sorrow and tragedy of 13 Safar, marking the ultimate sacrifice of Bibi Sakina (SA). Join us in remembering the innocence and suffering of Bibi Sakina (SA) through this soul-stirring Noha. Don't forget to like, share, and subscribe to stay updated on more Nohay, Marsiya, and Muharram Kalam. Noha Shahadat Bibi Sakina 2026 | Reciting - kehti thi Sakina by Sayed Mohd Minhal (Official Video) © 2026 Sayed Mohd Minhal ➽𝐋𝐲𝐫𝐢𝐜𝐬 Apne baba ka jo sar qaide sitam men paya Ashk barsa ke yatiman ne sokhan farmaya Kis taraha tum ko bataye ye sakina baba shimr ne haal mera kaisa banaya baba 1 Jis ghadi dhoondh rahi thi teri beti tumko us dhadi shimr ne mara tamacha mujhko kiya yatimin hai nahin mujhko pata tha baba 2 Kan se aise gohar khinche gaye hain mere dekho baba mere rukhsaar hain zakhin kitne khoon ab bhi mere kano se hai risata baba 3 Main hon shabbir ki beti na sitam aisa karo kuch taras khao na is tarha se mujhbko maro fir bhi mara gaya hai mujh ko tamacha baba 4 un ko malom tha hai aap ki beti piyasi ho kise ki bhi na dahr is men ghurbat aisi samne mere hi pani ko giraya baba 5 aap ke baad sitam hote hain kaise mujh par deekhte hain ye sitam gaar mujhe bas has has kar wakht qismat ne mujhe kaisa dikhaya baba ungliyon ke jo nishan hain mere in galon par kuch hain durron ke nishan ubhre mere shano par shimr ne aisa sitam mujh pe hai dhaya baba6 7 pushte naqa se girai gai zakhmin hai badan ho nahin paye ga beti ka tere ghuslo kafan dafn hoga ise kurte men janaza baba 8 piyas tadpati hai beti ko teri har lamha kah ke baghi mujhe har ek ne Di hai Eeza do qadam bhi mera dushwar hai chalna baba 9 likh ke Rizwan bahot roya hai bibi nauha peet ke sar kiya minhal ne bhi aho buka jald Ein Dono ko rauze pe bulana baba ✍️Mirshah Rizwan