Glow & Lovely BB Cream Kaisi Hai? 😍 Texture & Blending Check! #BBFoundation #GlowAndLovely
HerFashionFab
0:00 / 0:00
Glow & Lovely BB Cream Kaisi Hai? 😍 Texture & Blending Check! #BBFoundation #GlowAndLovely
341 просмотр · 6 дн. назад
HerFashionFab
50 подписчиков
341 просмотр · 6 дн. назад
💗 *Glow & Lovely BB Foundation Cream | Formerly Fair & Lovely BB Cream*
Aaj ke video mein hai Glow & Lovely BB Foundation Cream! 😍 Kya aapne bhi BB creams try ki hain? Agar aap everyday makeup ke liye BB cream explore kar rahi hain, toh is product ka texture aur blending zaroor dekhiye.
Aap BB cream use karna pasand karti hain ya regular foundation? Aur kya aapne Glow & Lovely BB Foundation Cream try ki hai? Apna experience comments mein zaroor share karein!
Aise hi budget beauty products, makeup finds aur skincare videos ke liye *HerFashionFab* ko Like, Share aur Subscribe karna na bhoolein. ❤️