Kulfa Bhaji Recipe | आसान और बहुत टेस्टी कुल्फा भाजी | Kulfa Saag Recipe | Tadka and Twist
Tadka and twist
0:00 / 0:00
Kulfa Bhaji Recipe | आसान और बहुत टेस्टी कुल्फा भाजी | Kulfa Saag Recipe | Tadka and Twist
100 просмотров · 2 нед. назад
Tadka and twist
236 подписчиков
100 просмотров · 2 нед. назад
Aaj hum banane wale hain bahut hi tasty Kulfa Bhaji Recipe. 😋
Kulfa bhaji banane mein bahut easy hai aur khane mein lajawab! Garma-garam roti ke saath iska desi taste aur bhi mazedaar lagta hai. Agar aapko simple aur tasty ghar ka khana pasand hai, to is recipe ko ek baar zaroor try karein.
Video ko poora dekhein aur recipe pasand aaye to Like, Share aur Tadka and Twist channel ko Subscribe zaroor karein.
Hamare channel par aapko milengi easy recipes, traditional Indian food, travel vlogs, DIY aur craft videos.
Shukriya ❤️
#KulfaBhaji #KulfaRecipe #KulfaSaag #BhajiRecipe #DesiFood #IndianRecipes #EasyRecipe #GharKaKhana #VegetarianRecipes #TadkaAndTwist