Перейти к содержимому

Ludhiana K Log Jalandhar Aur Hoshiarpur Mein Shadi Kyun Nahi Karte | 1947 Partition Story Kalsaan

IK Pind Punjab Da ਇੱਕ ਪਿੰਡ ਪੰਜਾਬ ਦਾ

0:00 / 0:00

Ludhiana K Log Jalandhar Aur Hoshiarpur Mein Shadi Kyun Nahi Karte | 1947 Partition Story Kalsaan

113 438 просмотров · 2 мес. назад
IK Pind Punjab Da ਇੱਕ ਪਿੰਡ ਪੰਜਾਬ ਦਾ
274 тыс. подписчиков
113 438 просмотров · 2 мес. назад
1947 Partition Ki Yaadgaar Dastan | Chak 295 JB Devidas Pura, Toba Tek Singh Is video mein hum aapki mulaqat District Ludhiana ke gaon Kalasan se hijrat kar ke aane wale aik bazurg se karwa rahe hain, jo is waqt Chak 295 JB Devidas Pura (Toba Tek Singh) mein aabad hain. Unhone 1947 ke waqt ki yaadein, apne purane gaon ka mahool aur ilaqai mizaj ke bare mein bohot hi dilchasp inkeshafat kiye hain. Unka kehna hai ke Ludhiana ke log Hoshiarpur aur Jalandhar ke logon se shadian kyun nahi karte thay aur unke mizaj mein kya farq tha! Video Key Main Highlights: Gaon Kalasan (Ludhiana) ki purani yaadein 1947 se pehle ka rasm-o-rewaj aur desi mahool Hoshiarpur aur Jalandhar ke logon ka mizaj aur shadi ke qisse Hijrat kar ke Toba Tek Singh a jaan di mukammal Kahani. #punjabi #punjab #partitin1947 #ludhiana