Перейти к содержимому

Railway Group D मेरी अक्टूबर 2026 Salary Slip 🔥 | Pointsman Real In-Hand Salary #rrbgroupdsalary

Railway Pointsman Ankush

0:00 / 0:00

Railway Group D मेरी अक्टूबर 2026 Salary Slip 🔥 | Pointsman Real In-Hand Salary #rrbgroupdsalary

43 623 просмотра · 22 ч назад
Railway Pointsman Ankush
131 тыс. подписчиков
43 623 просмотра · 22 ч назад
Dosto, bahut saare candidates comments ke through pooch rahe the ki Railway mein Pointsman ki salary kitni hoti hai aur naye joining candidates ko starting mein kitni salary milti hai. Is video mein maine apni October month ki original Salary Slip dikhakar salary ka complete breakdown kiya hai. Ismein aapko samajhne ko milega ki Railway Pointsman ki salary kaise banti hai, basic pay, allowances aur deductions ke baad in-hand salary kitni milti hai. 🎯 Ye video khaas taur par un candidates ke liye hai: Jo abhi Railway Group D ki preparation kar rahe hain. Jinka RRB Group D mein selection ho chuka hai. Jo naye Railway mein joining karne wale hain. Jo Pointsman ki starting salary aur monthly in-hand salary jaanna chahte hain. Mera maksad sirf salary dikhana nahi, balki un candidates ko ek real picture dena hai jo din-raat mehnat karke Railway mein apni jagah banana chahte hain. ❤️ Agar aap bhi Railway mein job paane ka sapna dekh rahe hain, toh mehnat jaari rakhiye. Ek din aapki bhi salary slip hogi! Video ko poora dekhiye aur apne doston ke saath bhi share kijiye. 🚩 Railway Pointsman Ankush #RailwayPointsman #PointsmanSalary #RailwaySalary #RRBGroupD #RailwayJobs #RailwayEmployee #SalarySlip #IndianRailways #GroupD2026 #RailwayJob #RailwayMotivation #RailwayJoining