Перейти к содержимому

My Parents Home 🏡❤️ | Beautiful Village Memories | Childhood Memories Vlog

Uzma Home Making

0:00 / 0:00

My Parents Home 🏡❤️ | Beautiful Village Memories | Childhood Memories Vlog

198 просмотров · 11 дн. назад
Uzma Home Making
444 подписчика
198 просмотров · 11 дн. назад
Assalam o Alaikum ❤️ Aaj ki video mein main aap sab ko apne Ammi Abu ke ghar ki sair karwa rahi hoon. Apne bachpan ke ghar aur gaon ki khoobsurti dekh kar purani yaadein taza ho gayin. 🥰 Ammi Abu ka ghar sirf ek ghar nahi hota, balkay hamare bachpan ki yaadein, pyar, sukoon aur khushiyon ka khazana hota hai. Bachpan ke din kabhi wapas nahi aate, lekin unki yaadein hamesha dil mein zinda rehti hain. ❤️Meri is video ko end tak zaroor dekhein aur comment mein batayein ke aap ko apne bachpan ki kaunsi yaad sab se zyada pyari hai. Agar aap ko meri village vlog, family vlog aur daily routine videos pasand hain to video ko Like karein, apni rai Comment mein dein aur mere channel Uzma Homemade ko Subscribe zaroor karein. Aap sab ki mohabbat ka bohat shukriya. 🌸 Allah Pak sab ke Ammi Abu ko sehat aur lambi zindagi ata farmaye. Ameen. 🤲❤️#MyParentsHome #ChildhoodMemories #VillageVlog #VillageLife #FamilyVlog #AmmiAbuKaGhar #BachpanKiYaadein #UrduVlog #PakistaniVlogger #VillageLifePakistan #UzmaHomemakar #EmotionalVlog #DailyVlog