ना तुम इतनी हसीन होती ❤️ Na Tum Itni Haseen Hoti 4K | Romantic Hindi Song
Sunhare Hindi Gaane
0:00 / 0:00
ना तुम इतनी हसीन होती ❤️ Na Tum Itni Haseen Hoti 4K | Romantic Hindi Song
4 078 просмотров · 2 дня назад
Sunhare Hindi Gaane
1,49 тыс. подписчиков
4 078 просмотров · 2 дня назад
ना तुम इतनी हसीन होती ❤️ Na Tum Itni Haseen Hoti 4K | Romantic Hindi Song
🎵 Song: Na Tum Itni Haseen Hoti
🎬 Movie: Tahqiqaat
🎤 Singers: Sadhana Sargam, Vinod Rathod
🎭 Starring: Jeetendra, Sangeeta Bijlani
💖 Genre: Romantic Bollywood Love Song
📺 Quality: 4K Ultra HD
Lyrics of Na Tum Itni Haseen Hoti - ना तुम इतनी हसीं होती
na tum itni hasi hoti
na hum tumpe fida hote
agar hote na diwane to
bolo ji phir kya hote
na tum itni hasi hoti
na hum tumpe fida hote
tumhare bholepan me bhi
ada hai dil tadpane ki
maza aata hai jee hamko
dekh halat diwane ki
tumhare bholepan me bhi
ada hai dil tadpane ki
maza aata hai jee hamko
dekh halat diwane ki
ho wafa ka dam bharne wale
kash tum bawafa hote
agar hote na diwane
to bolo ji phir kya hote
na tum itni hasi hoti
na hum tumpe fida hote
jara socho to janeman
ki mausam or tanhai ka
tumhe to matlab se matlab
nahi dar hai ruswai ka
jara socho to janeman
ki mausam or tanhai ka
tumhe to matlab se matlab
nahi dar hai ruswai ka
aji tum bhi yahi karte
jo tum meri jagah hote
agar hote na diwane
to bolo ji phir kya hote
na tum itni hasi hoti
na hum tumpe fida hote
agar hote na diwane
to bolo ji phir kya hote
na tum itni hasi hoti
na hum tumpe fida hote