Перейти к содержимому

COMSATS Fitness Park is Finally Here! 😍 | COMSATS Islamabad Vlog

Hammad Aslam

0:00 / 0:00

COMSATS Fitness Park is Finally Here! 😍 | COMSATS Islamabad Vlog

974 просмотра · 1 месяц назад
Hammad Aslam
72 подписчика
974 просмотра · 1 месяц назад
COMSATS Fitness Park is Finally Here! 😍 | COMSATS Islamabad Vlog Assalam o Alaikum Guys! ❤️ Welcome back to Madi OP Vlogs! Aaj ka vlog start hota hai subah 7 baje mere ghar ki balcony se, jahan se main apni morning routine aur beautiful morning view share karta hoon. Subah jaldi university jana tha, is liye breakfast ka time nahi mila aur maine ghar par chai banayi aur balcony mein baith kar enjoy ki. Uske baad ready hokar main apne dost ke saath COMSATS University Islamabad ke liye nikalta hoon. Hum Gate 3 se university enter karte hain, thori si dosti aur gupshup hoti hai aur phir apni morning class attend karte hain. Class ke baad hum COMSATS mein recently added new student exercise/recreation area dekhne jate hain. Wahan students ke liye exercise aur time-pass ke liye different equipment aur swings type setup bana hua hai. Hum wahan thora time spend karte hain aur aapko bhi ye new area tour karwate hain. Vlog ke end mein hum COMSATS ke cafe mein ground floor par thori gupshup karte hain aur phir Gate 3 se university se exit karte hain. If you enjoy COMSATS University Islamabad vlogs, university life, student lifestyle and daily vlogs, make sure to SUBSCRIBE to Madi OP Vlogs ❤️ 📍 COMSATS University Islamabad 🎥 Madi OP Vlogs 🎓 COMSATS Student Life ☕ Morning Routine | Classes | Campus Life | Cafe | Friends #COMSATS #COMSATSUniversity #COMSATSIslamabad #UniversityVlog #COMSATSVlog #IslamabadVlog #StudentLife #MadiOPVlogs