Dhaba Jaisa Chana Masala | 1 Cup Chane Ka Kamal | دال سے بھی سستا
somia hareem
0:00 / 0:00
Dhaba Jaisa Chana Masala | 1 Cup Chane Ka Kamal | دال سے بھی سستا
66 просмотров · 3 дня назад
somia hareem
396 подписчиков
66 просмотров · 3 дня назад
Assalam-o-Alaikum
Aaj mein apke liye layi hun 2 cup chane se banne wala bohat hi lazeez aur chatpata chane ka salan! Ye recipe itni asan hai ke bazaar jaisa zaiqa ghar par hi aa jaye ga.
Agar ap kam budget mein kuch mazedar banana chahte hain to ye chane ka salan sab se behtreen hai. Roti, naan aur chawal sab ke sath bohat lazeez lagta hai.
2 cup chane (bheegay hue), 2 pyaz, 2 tamatar, adrak lehsan paste, haldi, mirch, dhania powder, garam masala, namak, oil
Video ko end tak dekhen, sari tips aur tricks video mein batai hain!
Video pasand aye to LIKE, SHARE aur SUBSCRIBE karna na bhoolen!
Allah hafiz ❤️
#ChaneKaSalan #ChanaMasala #ChanaSalan #BudgetRecipe #ChatpatyPakwan #LahoriChana
Search Queries
chane ka salan bnany ka tarika
chana masala recipe
chane ka salan recipe
chole masala recipe
lahori chane ka salan
chana masala banane ka tarika
dhaba style chana masala
chane ka salan kaise banta hai
restaurant style chana masala
chana curry recipe