Shri Mahavir Ji | श्री महावीर जी दर्शन और यात्रा की पूरी जानकारी | Mahavir Ji Timings, Food & Stay
Jain Couple Diaries
0:00 / 0:00
Shri Mahavir Ji | श्री महावीर जी दर्शन और यात्रा की पूरी जानकारी | Mahavir Ji Timings, Food & Stay
1 881 просмотр · 5 месяцев назад
Jain Couple Diaries
3,93 тыс. подписчиков
1 881 просмотр · 5 месяцев назад
Shri Mahavir Ji Kaise Jayein? Darshan Timings, Food & Stay Guide.
Shri Mahavir Ji temple is located in Chandanpur, Karauli district of Rajasthan, and is famous for its 1000-year-old miraculous idol of Lord Mahavira. To reach Shri Mahavirji, you can take a train to Shri Mahaveerji Railway Station (SMVJ) or drive from Jaipur (175km).
Kya aap Rajasthan ke sabse pavitra Jain Teerth, Shri Mahavir Ji jaane ka plan bana rahe hain? Maine is video mein Shri Mahavir Ji Tour Guide 2026 share kiya hai, jismein Darshan timings se lekar Dharamshala booking tak sab kuch cover kiya hai.
Shri Mahavir Ji darshan timings kya hain?
Mandir subah 5:00 AM se raat 9:00 AM tak khula rehta hai.
Mahavirji mein rukne ki jagah kahan hai?
Yahan bahut saari Dharamshalas aur Guest Houses available hain.
Best time to visit Shri Mahavir Ji?
March-April mein hone wala Mahaveerji Fair sabse best samay hai.
Destination: Chandanpur, Hindaun, Karauli, Rajasthan.
Deity: Bhagwan Mahavir Swami (24th Tirthankara).
Event: Mahaveerji Fair 2026.
#ShriMahavirji #JainTemple #jaincouplediaries #RajasthanTourism