Перейти к содержимому

New Noha| Ghazi Alamdar ,Mere Wafadar | غازی علمدار میرے وفادار | ग़ाज़ी अलमदार मेरे वफ़ादार | 1445

Mir Meesum

0:00 / 0:00

New Noha| Ghazi Alamdar ,Mere Wafadar | غازی علمدار میرے وفادار | ग़ाज़ी अलमदार मेरे वफ़ादार | 1445

43 124 просмотра · 3 года назад
Mir Meesum
31 тыс. подписчиков
43 124 просмотра · 3 года назад
New Noha| Ghazi Alamdar ,Mere Wafadar | غازی علمدار میرے وفادار | ग़ाज़ी अलमदार मेरे वफ़ादार | 1445 Anjuman e Masoomeen 2023 • NAUHA LYRICS • ROKE PUKARI KHWAHAR-E-GHAMKHAAR GHAZI ALAMDAAR KAT-TA HAI HALQ-E-SYED-E-ABRAAR MERE WAFADAAR GHAZI ALAMDAAR MERE WAFADAAR 1. HAAYE IMAM-E-HAR DOSARA KO DASHT-E-BALA ME SHAH-E-HUDA KO CHARO’N TARAF SE GHERE HAIN AGHYAAR 2. BALO’N KO KHOLE ROTI HAI MADAR SHIMR CHADHA HAI SEENE KE OOPER AAL-E-NABI KI LUT-TI HAI SARKAAR 3. KITNA AKELA SHAH-E-ZAMAN HAI LAKHO’N HAI TEGHE’N AIK BADAN HAI AAO MADAD KO AYE MERE JARRAAR 5. LETE THE BOSEY JISKE PAYAMBAR CHALTA HAI HALQ-E-SHAH PE QANJAR ROTE HAIN NANA AHMAD-E-MUQTAAR 4. AUN-O-MUHAMMAD QASIM-O-AKBAR SOGAYE RUN ME SAR KO KATA KAR KOI NAHI HAI SHEH KA MADADGAAR 6. KHOON ME DOOBI SHEH KI JABEE’N HAI KOI AQEE KE PAAS NAHI HAI HOGAYA TANHA KUL KA MADADGAAR 7. SAJDE ME SAR HAI WAQT-E-QAZA HAI SHIYO’N KI QAATIR LAB PE DUA HAI JEETE RAHE’N SAB SHEH KE AZADAAR 8. DARD KI MAARI HAAYE SAKINA HOTI HAI BETI SHEH KI YATEEMA CHARO’N TARAF HAI HASHR KE AASAAR 9. KAISA SITAM HAI KAISI JAFA HAI KUND HAI QANJAR KHUSHK GALA HAI KHOO’N ME HAI GHALTA’N SAYYAD-E-ABRAAR 10. HAAYE BILAL-E-SHAH-E-HIJAZI HILTA THA GHAM SE LASHA-E-GHAZI KEHTI THI JIS DAM ZAINAB-E-GHAMKHAAR