Fish Curry Recipe ❤️ Restaurant Style Fish Curry ❤️ मछली करी बनाने का आसान तरीका ❤️ Fish Curry
Zakiya
0:00 / 0:00
Fish Curry Recipe ❤️ Restaurant Style Fish Curry ❤️ मछली करी बनाने का आसान तरीका ❤️ Fish Curry
80 просмотров · 3 нед. назад
Zakiya
413 подписчиков
80 просмотров · 3 нед. назад
Assalamu Alaikum! 🌸
Aaj hum banane ja rahe hain bahut hi tasty aur masaledar Fish Curry Recipe. 🐟😋 Is tarike se fish curry banegi lajawab, jiska swaad aapko baar-baar banane par majboor kar dega.
Ingredient
Oil
500/ gm Fish
Thoda sa Jeera
6+7/ Kali mirch
2/ Long
1/ Tukda dalchini
1/ Badi elaichi
2/ Onion Paste
1/ tsp Lahsun Adrak ka paste
2/ tsp Dhanya powder
1/ Haldi powder
1/ tsp Lal mirch powder
1/ tsp Kashmiri Lal mirch powder
1/ tsp Garam masala powder
1/ Solt
Dhanya patti
Agar aapko fish ki recipes pasand hain, to is easy aur delicious Fish Curry Recipe ko zaroor try karein. Ise chawal ya roti ke saath serve karein aur apne ghar walon ke saath enjoy karein.
❤️ Video pasand aaye to LIKE karein.
🌸 Channel ko SUBSCRIBE karein.
🔔 Bell icon dabayein aur aisi hi mazedaar recipes ke liye channel se jude rahein.
Video dekhne ke liye Aap sabka bahut-bahut shukriya! ❤️
#FishCurry #FishCurryRecipe #FishRecipe #IndianFood #EasyRecipe #ZaikaKuchNaya