Mehandi day🥳 || Siya got emotional🥺
Sneha Bhardwaj Vlogs
0:00 / 0:00
Mehandi day🥳 || Siya got emotional🥺
3 345 просмотров · 13 ч назад
Sneha Bhardwaj Vlogs
1,4 тыс. подписчиков
3 345 просмотров · 13 ч назад
Hey everyone!💕
Aaj ka din hum sabke liye bohot hi special aur emotional raha. Shaadi ki rasmon ke beech aaj tha Siya ka mehandi function!
Ghar par sabhi ne milkar khoob masti ki, sunder-sunder mehandi lagayi aur dher saari yaadein banayi. Lekin shaadi ke mahaul mein jab vidaai ka khayal aata hai, toh hasi-khushi ke beech sab bohot bhavuk ho jaate hain... Siya bhi apne aansu nahi rok paayi aur bohot emotional ho gayi 🥺❤️
Video ko end tak zaroor dekhna aur comment karke batana ki aapko mehandi ka look aur yeh vlog kaisa laga!
Agar video pasand aaye toh please Like karein, apne family & friends ke saath Share karein aur Channel ko Subscribe karna na bhoolein! 🔔
#wedding #emotional #moments #mehandi #mehandidesign #mehandiart #bridetobe #weddingvlog