त्रिकूट पर्वत और तपोवन में खूब घूमे 😍🌧️ जमकर मस्ती की | Day 10 Part 2 | @SelfieboyVlog-z4t
Selfieboy Vlog
0:00 / 0:00
त्रिकूट पर्वत और तपोवन में खूब घूमे 😍🌧️ जमकर मस्ती की | Day 10 Part 2 | @SelfieboyVlog-z4t
175 просмотров · 6 дней назад
Selfieboy Vlog
62 подписчика
175 просмотров · 6 дней назад
Day 10 Part 2 🙏🚩
Aaj Basukinath se nikalne ke baad hum ghoomne ke liye *Trikut Parvat* pahunche. Yahan Mithila Ray Sava Foundation ke *सचिव और कोषाध्यक्ष* दोनों ने मिलकर hume chai pilayi aur garma-garam bhutta khilaya. ☕🌽 Uske baad sabke saath khoob masti aur yaadein banayi.
Phir hum *Tapovan* gaye, lekin baarish ne aaj hamara peecha hi nahi chhoda 😄🌧️ Jahan hum jaate, baarish bhi wahan aa jaati. Dono jagah ghoomne ke baad hum apni *कांवड़ लेने* gaye.
Iske baad dobara *Baba Baidyanath ke darshan* kiye 🙏🔱 aur phir *Simariya nahane* ke liye nikal pade.
Yeh poora safar doston, bhakti, baarish, masti aur khoobsurat yaadon se bhara raha. ❤️🚩
Video pasand aaye to Like 👍, Comment 💬 aur Subscribe 🔔 zaroor karein.
*Har Har Mahadev 🔱 | Bol Bam 🚩*
#Day10 #KanwarYatra #TrikutParvat #Tapovan #BabaBaidyanath #BolBam #HarHarMahadev #Devghar #SelfieBoyVlog #@selfieboyvlog