₹500 GUM HO GAYE 😭 | Family Time, Turf Masti & Vlog Reviews | Life With Tripal #2
Life With Tripal
0:00 / 0:00
₹500 GUM HO GAYE 😭 | Family Time, Turf Masti & Vlog Reviews | Life With Tripal #2
90 просмотров · 2 недели назад
Life With Tripal
41 подписчик
90 просмотров · 2 недели назад
Good Morning 🌅 Welcome to my another vlog! ❤️
Aaj ka vlog ekdum simple aur real daily-life vlog hai. 😄
Gym jaane ka plan tha, lekin bade bhaiya aa gaye aur gym cancel ho gaya 😂 Phir hum apne chote bhanje se milne didi ke ghar nikal gaye.
Raste mein ek chota sa scene ho gaya — mere ₹500 kho gaye 😭😂 Lekin thodi der baad woh wapas mil bhi gaye!
Didi ke ghar chote bhanje ke saath thodi masti ki, medical se sardi ki medicine li aur phir jijaji se mere pehle vlog ka honest review bhi liya. ❤️
Uske baad seedha raat ka scene — mama Tiksa hamare ghar aaye, uski thodi si clip bhi hai. Phir hum turf khelne chale gaye ⚽🔥
3 matches haar gaye aur 1 match jeet gaye 😂 Lekin game se zyada masti hui!
Turf ke baad sab bhai log saath baithe, baatein ki aur maine ek aur dost se bhi apne first vlog ka review liya — dekhna usne kya bola! 👀
End mein sabke saath khana khaya aur isi ke saath aaj ka vlog khatam. ❤️
Agar aapko meri real, raw aur family-filled daily life pasand aa rahi hai toh:
👍 Like karo
💬 Comment karke batao vlog kaisa laga
🔔 Subscribe karo — Life With Tripal
Thanks for watching ❤️
📸 Instagram:
@thetripalsingh
@tripalsingh.music
#LifeWithTripal #TripalSingh #DailyVlog #IndianVlogger #FamilyVlog #Turf #AhmedabadVlog #Vlog2 #DailyLife #FamilyTime