Main Kabhi Bhoolunga Na Tujhe || Saudebaazi ft. Aakrosh [Lofi + Slowed + Reverb ] Javed Ali
UviSg
0:00 / 0:00
Main Kabhi Bhoolunga Na Tujhe || Saudebaazi ft. Aakrosh [Lofi + Slowed + Reverb ] Javed Ali
224 649 просмотров · 1 месяц назад
UviSg
419 подписчиков
224 649 просмотров · 1 месяц назад
Main Kabhi Bhoolunga Na Tujhe || Saudebaazi ft. Aakrosh [Lofi + Slowed + Reverb ] Javed Ali
Lyrics:-
Seedhe saadhe saara sauda seedha seedha hona ji
Maine tumko pana hain ya tumne main ko khona ji?
Aaja dil ki kare saude baazi
Kya narazi?
Aa re aa re aare aa..
Sauda hai dil ka ye
Tu kar bhi le
Mera jahan baahonmein tu bhar bhi le
Saude mein de kasam...kasam bhi le
Aake tu nigaahon mein sawar bhi le
Sauda udaano ka hain ya Aasmano ka hain?
Le le udanein meri le mere Par bhi le
Sauda umeedon ka hai khwaabon ka neendon ka hai
Le Le tu neendein meri naino mein ghar bhi le
Dil kahe tere main honton se baatonko chupke se loon utha Uss Jagah Dheere se haule se geetonko apne mein du bitha Sauda taranon ka hai dil ke fasano ka hai Le le taraane mere hoton pe ghar bhi le Sauda ujalonka hain roshan khayalonka hai
Le le ujaale mere aaja nazar bhi le
Main kabhi bhulunga na tujhe chaahe tu mujhko dena bhula Aadatein jaisi hai tu meri aadatein kaise bhoolon bhala? Sauda yeh vaadon ka hain yaadon iraadhon ka hai Le le tu vaadein chaahe tu toh mukar bhi le
Seedhe saadhe saara sauda seedha seedha hona ji Maine tumko pana hain ya tumne main ko khona ji?
Aaja dil ki kare saude baazi
Kya narazi?
Aa re aa re aare aa..
#slowedandreverb #lofi #love #javedali
Thanks for Watching