21 Ramzan 2026😭 Alvidai Manzar Bhati Gate to Karbala Gamay Shah Lahore 2026 | ZM Azadari Production🚩
ZM Azadari Production
0:00 / 0:00
21 Ramzan 2026😭 Alvidai Manzar Bhati Gate to Karbala Gamay Shah Lahore 2026 | ZM Azadari Production🚩
422 просмотра · 7 месяцев назад
ZM Azadari Production
2,81 тыс. подписчиков
422 просмотра · 7 месяцев назад
21 Ramzan 2026 ko Shahadat Ameer ul Momineen Mola Ali a.s ke silsile mein Bhati Gate Lahore se Karbala Gamay Shah tak Alvidai manzar dekhne ko mila jahan momineen bari tadaad mein shirkat karte hain.
Is pursoz manzar mein azadaran Mola Ali a.s ki shahadat ka gham manate hue matam aur azadari karte nazar aate hain. Lahore ke tareekhi ilaqon Bhati Gate aur Mochi Gate mein Ramzan ke aakhri dinon mein azadari ki yeh riwayat bohat purani hai.
Agar aap Ahl e Bait a.s se mohabbat rakhte hain to video ko LIKE karein, SHARE karein aur channel ko SUBSCRIBE zaroor karein taake aisi aur azadari videos aap tak pohanchti rahain.
Location:
Bhati Gate Lahore to Karbala Gamay Shah Lahore
Channel:
ZM Azadari Production 🚩
#21ramzan
#shahadatmolaali
#AlvidaiManzar
#BhatiGateLahore
#karbalagamayshah
#azadari
#shiaazadari
#yaalimadad
#ramzan2026
#lahoreazadari
#islamicvideo
#zmazadariproductions