Ghar Par Bawarchi Style Mutton Biryani | Easy Method | Full Taste Guaranteed
Zaika Food With Habiba
0:00 / 0:00
Ghar Par Bawarchi Style Mutton Biryani | Easy Method | Full Taste Guaranteed
268 просмотров · 8 месяцев назад
Zaika Food With Habiba
2,25 тыс. подписчиков
268 просмотров · 8 месяцев назад
Ghar Par Bawarchi Style Mutton Biryani | Easy Method | Full Taste Guaranteed
Aaj main aap sab ke saath share kar rahi hoon Bawarchi style Mutton Biryani jo maine ghar par bahut hi aasaan tareeke se banayi hai
Is biryani ka taste bilkul restaurant jaisa hai lekin banane ka method simple hai
Mutton soft gravy full of aroma aur biryani ekdum khili-khili aur dum wali banti hai
Is recipe me humne use kiye hain simple ghar ke masale thoda sa patience aur sahi tarika
Agar aap bhi ghar par perfect mutton biryani banana chahte hain to is recipe ko zaroor try karein
Agar recipe pasand aaye to like, share aur channel ko subscribe zaroor karein ❤️
Aur apna feedback comments me batana na bhoolen 😊
bawarchi style mutton biryani
ghar par mutton biryani
easy mutton biryani recipe
dum mutton biryani
khili khili mutton biryani
restaurant style mutton biryani at home
mutton biryani step by step
mutton biryani hindi
simple mutton biryani
homemade mutton biryani
झटपट कूकर में गाजर का हलवा 😍 बिना कद्दूकस | दाल-चावल जितना आसान | Instant Gajar Halwa Recipe link 👇
• झटपट कूकर में गाजर का हलवा 😍 बिना कद्दूकस ...
📝 Mutton Biryani Ingredients List (1 kg Mutton)
🥩 Mutton Marination
Mutton – 1 kg
Haldi Powder – 1 tsp
Adrak Lahsun Paste – 2 tbsp
Namak – taste ke hisaab se
🧅 Biryani Gravy
Oil – 4 to 5 tbsp
Onion – 4 medium (finely chopped / sliced, birista ke liye)
Khade Masale:
Jeera – 1 tsp
Tej Patta – 2
Dalchini – 1 inch piece
Star Phool (Chakra Phool) – 1
Choti Elaichi – 4
Laung – 7 to 8
Javitri – 1 strand
Kali Mirch – 10 to 15
Jaiphal – little grated
Badiyan Phool – little piece
Powder Masale:
Haldi Powder – ½ tsp
Dhaniya Powder – 2 tbsp
Lal Mirch Powder – 2 tbsp
Garam Masala – 1 tsp
Extra Lal Mirch Powder – 1 tsp
Biryani Masala – 1 packet (₹10 wala)
🍅 Gravy Additions
Tomato + Hari Mirchi + Kothmir Paste – 1 cup (aadha gravy me, aadha dum ke liye)
Dahi (Curd) – 1 cup
Aloo – 3 to 4 (optional)
🍚 Biryani Rice
Basmati Rice – 1.25 kg (1 सवा kilo)
Pani – approx 3 liter
Rice me dalne ke liye:
Tej Patta – 2
Dalchini – 1 inch
Jeera – 1 tsp
Nimbu – 1
Kothmir – handful
Pudina – handful
Namak – taste ke hisaab se
🌸 Dum ke liye
Bacha hua Onion-Tomato-Kothmir-Pudina Mix
Kewda Water – little (1–2 tsp)
#muttonbiryani
#bawarchistylebiryani
#homecooking
#gharparbiryani
#easybiryani
#dumkibiryani
#khilikhibiryani
#restaurantstylebiryani
#muttonrecipe
#biryanirecipe
#desifood
#indianfood
#pakistanifood
#eidrecipes
#specialbiryani