Перейти к содержимому

Thand main May wali feeling 🔥koi dil ke kareeb insan ki yaadein 🤲🏻Itni mehngai.. stitching rates 🫪

Nagma Sayyed

0:00 / 0:00

Thand main May wali feeling 🔥koi dil ke kareeb insan ki yaadein 🤲🏻Itni mehngai.. stitching rates 🫪

80 просмотров · 3 нед. назад
Nagma Sayyed
419 подписчиков
80 просмотров · 3 нед. назад
Hello Assalamualaikum Welcome back to my vlog! 🫶🏻 Is vlog ki shuruaat hui Kurla Market se, kyunki Saturday ko usually office ki chhutti hoti hai, lekin is baar office chalu tha, toh jaana pada. Kurla Market ki garmi ne toh aisa haal kar diya jaise May ki garmi wapas aa gayi ho! Aur paani ki kami dekhkar bas yahi kehna hai ki paani bachao, paani ki kadar karo. Next day mummy ke haath ka yummy breakfast aur hamare ghar ki special Hariyali Chicken Biryani ne dil khush kar diya. 😍 Phir kisi se milne jaana, raste mein kisi apne ki yaad aa jaana jo ab hamare beech nahi hain… Allah unhe Jannat-ul-Firdous mein aala maqam ata farmaye. Aameen. Iske baad Shauna ke saath thodi masti aur phir station par blouse stitching ke rates sunkar toh sach mein chakkar aa gaya! Aajkal toh lagta hai murghi se zyada mehenga masala ho gaya hai! Bas isi tarah life ke chhote-chhote moments, family time, thodi masti, kuch yaadein aur daily routine ke saath khatam hota hai mera yeh vlog. Agar vlog achha lage toh Like, Comment, Share aur Channel ko Subscribe zaroor karna. Aapka support mere liye bahut मायने rakhta hai! #DailyVlog#KurlaMarket #MumbaiVlogger #FamilyVlog #ChickenBiryani #DailyLife#IndianVlogger#fyp #foryou #viral #trending #trendingvideo #weekendvlog #yummyfood