Перейти к содержимому

Navratri Ke 9 Din Ka Rahasya! Gupt Sadhana, 9 Devi Aur 9 Grah | Acharya Shashi Kant

Acharya Shashi Kant

0:00 / 0:00

Navratri Ke 9 Din Ka Rahasya! Gupt Sadhana, 9 Devi Aur 9 Grah | Acharya Shashi Kant

335 просмотров · 9 дн. назад
Acharya Shashi Kant
232 подписчика
335 просмотров · 9 дн. назад
Navratri Ke 9 Din Ka Rahasya! Gupt Sadhana, 9 Devi Aur 9 Grah | Acharya Shashi Kant Is podcast mein Acharya Shashi Kant Ji bata rahe hain ki Navratri ke 9 din spiritual aur tantrik sadhana ke liye itne mahatvapurn kyun maane jaate hain aur tantrik paddhati se sadhana karne wale sadhakon ke liye in 9 dinon ka kya vishesh mahatva hota hai. Acharya Ji Navratri ke alag-alag prakaron, khaaskar Gupt Navratri, uske mahatva aur kin sadhakon ke liye Gupt Navratri ki sadhana vishesh hoti hai, iske baare mein vistaar se samjhate hain. Saath hi, woh Navdurga ke 9 swaroopon aur 9 grahon ke beech sambandh, samanya Devi Puja aur Tantra Sadhana mein antar, Navratri mein Mantra Jaap ki importance aur Gupt Sadhana aur Mahavidya Sadhana ke mahatva par bhi charcha karte hain. Astrologer, Spiritual & Tantrik Protection Expert. Acharya Shashi Kant For Contact, Call +91-8826686057 Facebook:   / acharyashashikantofficial   Instagram:   / acharyashashikantofficial   YouTube:    / @acharyashashikantofficial   Timestamps: 00:00 Podcast Highlights 01:20 Sadhakon ke liye, navratri ke 9 din kyun important hain? 02:18 Nabratri kitne prakar ki hoti hai? 05:25 Samanya Devi Puja aur Sadhana mein kya antar hai? 07:01 Navratri mein 9 deviyon ki puja ka mahatva 08:51 Navdurga ke 9 swaroop aur 9 grahon ka sambandh 10:11 Kaunsi devi ki upasana karni chahiye? 12:43 Navratri mein mantra jaap kyun important hai? 15:20 Gupt sadhana aur mahavidya sadhana mein antar 26:52 Aam log, navratri mein devi aradhana kaise karein? 29:04 End of podcast Welcome to the official channel of Acharya Shashi Kant—Astrologer, Gemstone Expert, Yantra Specialist & Paranormal Expert. Explore Vedic Astrology, Horoscope Predictions, Gemstones, Yantra, Remedies, Spirituality, and Occult & Paranormal Knowledge. 🔮 Subscribe for authentic insights and practical guidance. #vedicastrology #astrologer #gemstones #yantra #paranormal #acharyashashikant #navratri #guptNavratri #tantrasadhana #deviupasana #navdurga