Jannat Ke Pattay Episode 06 | ترکی کا سفر... اور نیا طوفان! | Nimra Ahmed Novel #viralstory
Metho ki masti
0:00 / 0:00
Jannat Ke Pattay Episode 06 | ترکی کا سفر... اور نیا طوفان! | Nimra Ahmed Novel #viralstory
160 просмотров · 3 мес. назад
Metho ki masti
99 подписчиков
160 просмотров · 3 мес. назад
Khawateen o hazraat! "Jannat Ke Pattay" ki sansani khez Qist 06 mein aap ka istagbaal hai.
Haya Sulaiman ka Turkey jaane ka rasta toh saaf ho gaya, lekin Abu Dhabi airport pohanchte hi kahani ek naya morr le leti hai. Phone booth par milne wala woh pur-asrar Habshi shakhs kaun tha? Aur airport par saamaan ki talash mein bad-hawas Haya aur DJ ka anjaam kya hua? Jaanne ke liye dekhiye aaj ki mukammal qist!
Aage kya hone wala hai? Kya Haya Istanbul pohanch kar Jahan Sikandar ko dhoond payegi? Apni raaye neeche comment section mein zaroor batayein.
Dekhte rahiye, Like karein, Share karein aur channel ko lazmi SUBSCRIBE karein!
---------------------------------------------------
#JannatKePattay #NimraAhmed #UrduNovel #AudioBook #UrduKahani #JannatKePattayEpisode6 #UrduStory