Перейти к содержимому

Salamat salamat Mera Pakistan Tablo | Melody song | tribute to Quaid Azam | رہے سلامت پاکستان ٹیبلو

Pak Talent Vision

0:00 / 0:00

Salamat salamat Mera Pakistan Tablo | Melody song | tribute to Quaid Azam | رہے سلامت پاکستان ٹیبلو

256 просмотров · 1 г. назад
Pak Talent Vision
287 подписчиков
256 просмотров · 1 г. назад
Students perform a beautiful Tablo on Salamat Salamat Rahe Mera Pakistan in a playground which is a tribute to Quaid e Azam on Quaid Day. Watch Full video and appreciate Students by subscribing to our channel. #Salamat #Rahe #Mera #Pakistan Salamat Rahay Watan ya elaahi salamat rahay Salamat rahay ta qiamat rahay Sada is kay dushman ko aayay zawal Sada is ka dushman rahay payemaal Sada ki taaqat salamat rahay, salamat rahay ta qiamat rahay Chamakta hua chand tara rahay Buhat ucha parcham hamara rahay Sada shaan shokut salamat rahay, salamat rahay ta qiamat rahay Watan ko sajayain muhab-e-watan Nazar ayain har su chaman hi chaman Hamari yeh jannat salamat rahay, salamat rahay ta qiamat rahay Elaahi hamain azam-o-tanzeem day Watan ki muhabbat ki taleem day Teri hum peh rehmat salamat rahay, salamat rahay ta qiamat rahay Hamara watan sab ko pyara rahay Watan ko hamara sahara rahay Har achi qiadat salamat rahay, salamat rahay ta qiamat rahay. Sabz Parchum Hamara Sabz parcham hamara salamat rahay Sab ko matloob is ki hifazat rahay Harf-e-izzat peh is ki nah aaye kabhi Is ko hasil khuda ki amanat rahay Sabz parcham hamara salamat rahay Is kay naghmaat din raat gayain gay hum Chand taray ki barhayin gay hum Is ki barkut say rahay zindgi ka maza Is kay saye mein aaram payain gay hum Sabz parcham hamara salamat rahay Is ki asmat barhatay rahain gay sada Is ki shokat barhatay rahain gay sada Is ko lehrayain gay aasmanon peh hum Is say nisbat barhatay rahain gay sada #independenceday #14augusttablo #14august #pakistanarmy #pakistan #Tablo #پاکستان #پاکستانی