Masnoon Duayein Wa Ahadees Pesh Karte Hue Nannhe Bachay Aur Inamaat Ki Taqseem ❤️
Al Saad Quran Academy
0:00 / 0:00
Masnoon Duayein Wa Ahadees Pesh Karte Hue Nannhe Bachay Aur Inamaat Ki Taqseem ❤️
91 просмотр · 6 дн. назад
Al Saad Quran Academy
687 подписчиков
91 просмотр · 6 дн. назад
MashAllah! Al Saad Quran Academy kay 5-month exam result program ki aik khubsoorat jhalak.
Is video mein humare nannhe talib-e-ilm ne poori majlis kay samne pyari Ahadees aur Masnoon Duayein pesh khein, aur sath hi kamyab hone wale bachon mein inamaat wa awards taqseem kiye gaye.
Allah Ta'ala humare bachon ko ilm-e-deen par amal karne ki taufeeq ata farmaye aur unhe deen wa dunya mein kamyabi de. 🤲✨
Apne bachon ki behtareen Islamic tarbiyat aur Qurani taleem kay liye Al Saad Quran Academy se aaj hi rabta karein.
📍 Maqam: Ismail Homes, Green Town, Millat Road, Faisalabad
📱 WhatsApp: 03167504448
#BestHifzulQuranAcademy #AlSaadQuranAcademy #QuranAcademyFaisalabad #StudentPerformance #MasnoonDuayein #HadithsForKids #PrizeDistribution #StudentSuccess #5MonthExamResult #IslamicEducation #QariMuhammadIshfaq #GreenTownFaisalabad