Перейти к содержимому

5 Saal Jail Ke Baad Wapas Aaya, Ab Puri Duniya Usse Dar Rahi Hai!

Jiya Explained

0:00 / 0:00

5 Saal Jail Ke Baad Wapas Aaya, Ab Puri Duniya Usse Dar Rahi Hai!

21 299 просмотров · 1 день назад
Jiya Explained
33,1 тыс. подписчиков
21 299 просмотров · 1 день назад
5 saal ki saza kaatne ke baad Ethan Carter jab jail se bahar aaya, to uski zindagi poori tarah badal chuki thi. Jhoothe ilzaam mein phansane wali Jessica Black aur Ryan Brooks ko laga tha ki Ethan ki zindagi barbaad ho chuki hai. Lekin unhe kya pata tha ki jail ke in 5 saalon mein Ethan ek aisa insaan ban chuka hai jiske saamne paisa, power aur connections bhi bekaar hain. Jail se bahar aate hi Ethan ne apni maa se mulaqat ki aur purane dushmanon ka saamna kiya. Lekin asli kahani tab shuru hoti hai jab use apni purani saazish ke peeche chhupe raaz ka pata chalta hai. Kya Ethan apne saath hue anyaay ka badla le payega? Aur kya woh apni zindagi dobara shuru kar payega? Video ko Like karein aur channel ko Subscribe zaroor karein.