Al-Fattaah - Har Band Darwaza Kholne Wala | Jab Sab Raste Band Ho Jaye | Turn to Him
Artistic Expressions
0:00 / 0:00
Al-Fattaah - Har Band Darwaza Kholne Wala | Jab Sab Raste Band Ho Jaye | Turn to Him
122 просмотра · 11 дней назад
Artistic Expressions
186 подписчиков
122 просмотра · 11 дней назад
Al-Fattaah - Har Band Darwaza Kholne Wala | Jab Sab Raste Band Ho Jaye | Turn to HimAaj ek aam insaan ki khwahish kya hai? Ek achi job, sukoon wala ghar aur dil ka chain. Lekin jab har darwaza band lagta hai to kya karein?
Is video me hum baat kar rahe hain Allah ke khoobsurat naam Al-Fattaah ke baare me - Har Band Darwaze Ko Kholne Wala.
Agar aap job, exams, karobar ya zindagi ki kisi bhi pareshani se guzar rahe ho to ye video aapke dil ko sukoon degi.
✨ Is Video Me Aap Janenge:
Al-Fattaah ka matlab kya hai?
Quran ki ayat - Surah Saba 26 aur Surah A'raf 89
Har mushkil ke liye dua - Rabbana-aftah baynana
Masjid me dakhil hone ki dua - Allahumma-aftah li abwaaba rahmatik (Sahih Muslim)
📖 Zikr Karein:
Ya Fattaahu - 100 baar rozana, InshaAllah band raaste khul jayenge.
🤲 Dua:
Rabbana-aftah baynana wa bayna qawmina bil-haqqi wa Anta Khairul Faatiheen
Agar ye video aapke dil ko lagi ho to Like, Share aur Comment me Ya Fattaah zaroor likhein.
🔔 Aise hi dil ko sukoon dene wale Allah ke 99 Naamo ke liye Turn to Him ko Subscribe karein #calligraphyart #islamicart #viral #90dayschallenge #99namesofallah #arabiccalligraphy #islamiccalligraphy #art #calligraphy .