Перейти к содержимому

Madina me ki jane wali ghaltiyan | Madina Jane wale zaroor dekhen

Change your life

0:00 / 0:00

Madina me ki jane wali ghaltiyan | Madina Jane wale zaroor dekhen

16 148 просмотров · 1 год назад
Change your life
51,2 тыс. подписчиков
16 148 просмотров · 1 год назад
Madina Munawwarah janay walon ke liye khas video! Madina me ki jane wali ghaltiyan | Madina Jane wale zaroor dekhen Madina... ishq, adab aur iman ka sheher. Har Musalman ka dil is muqaddas jagah se juda hai. Lekin afsos, kai log Madina ki ziarat ke doran aisa kuch kar baithtay hain jo ghalti aur kabhi kabhi be-adbi ke zumer mein aa jata hai. Is video mein hum ne Madina mein ki janay wali 11 aam ghaltiyan tafseel se bayan ki hain, jin se har zaair ko bachna chahiye: ✅ Roza Rasool ﷺ ke samne unchi awaz mein bolna ✅ Jali aur deewar ko chumna ya haath lagana ✅ Selfiyan lena ya video banana ✅ Nabi ﷺ se dua maangna ✅ Masjid Nabawi ko aam jagah samajhna ✅ aur kai aur aham points… 🎯 Agar aap ya aapka koi rishte-dar Madina ja raha hai to yeh video zaroor dekhein. 📚 Har baat Quran, Hadith aur Sahaaba ke amal se mustanad hai. 📢 Is video ko sadaqa-e-jariyah samajh kar share karein taake har zaair Madina ke adab ko samajh sake. Madina mistakes, Madina ghaltiyan, Zaireen guide, Roza Rasool adab, Masjid Nabawi manners, Ziyarat Madina tips, Madina vlog, Islamic reminder #Madina #RozaRasool #ZiyaratMadina #IslamicVideo #MadinaMistakes #MasjidNabawi #Zaireen