🥜Karachi Ki Sardiyon Ki Special MOONGPHALI! 😍🔥 | Shah Faisal Colony Winter Vlog | Ayan Prince World
Ayan Prince World
0:00 / 0:00
🥜Karachi Ki Sardiyon Ki Special MOONGPHALI! 😍🔥 | Shah Faisal Colony Winter Vlog | Ayan Prince World
38 просмотров · 15 ч назад
Ayan Prince World
94,5 тыс. подписчиков
38 просмотров · 15 ч назад
Assalam o Alaikum dosto! ❤️
Welcome back to Ayan Prince World! 🔥
Karachi ki sardiyan aur garma garam moongphali ka apna hi maza hai! 🥜❄️
Aaj ki Karachi Winter Series mein hum gaye Shah Faisal Colony ki 2 Number Chowrangi, jahan street par moongphali aur dry fruits ke thelay ka maza aur local market ki real vibe aapke saath share ki hai. ❤️
Agar aapko Karachi ke local vlogs, street food aur winter special videos pasand hain to video ko LIKE karein, channel ko SUBSCRIBE karein aur apne doston ke saath SHARE zaroor karein. 🔔
Aap Karachi mein sardiyon mein sabse zyada kya khana pasand karte hain? Comment mein zaroor batayein! 👇
📍 Location: Shah Faisal Colony, Karachi
🎬 Channel: Ayan Prince World
❄️ Series: Karachi Winter Series
#KarachiVlog #Moongphali #WinterSeries #ShahFaisalColony #AyanPrinceWorld