Kya Log Hai - LilPop.Bantai (Official Music Video)
lilpopbantai
0:00 / 0:00
Kya Log Hai - LilPop.Bantai (Official Music Video)
84 просмотра · 10 дн. назад
lilpopbantai
20 подписчиков
84 просмотра · 10 дн. назад
Kya Log Hai - LilPop.Bantai (Official Music Video)
Singer: Suno AI & LilPop.Bantai
Written by: LilPop.Bantai
Produced by: LilPop.Bantai
Mix & Mastered by: LilPop.Bantai
Video Credit: Zodiac.exe
Poster: LilPop.Bantai
Lyrics:-
(Verse 1)
Kya log hai
Inko dil ki baatein bata do
Toh ye judge karte hai
One side wali story
Sunn kar bhi aaj kal
Log judge karte hai
Aur poochte hai bhai
Tujhe bura toh nahi laga
Kaise lagega bura
Jab mere paas dil hi nahi hai
Feelings kya hi express karu
Aaj vo feelings mai feel hi nahi hai
Mujhe karne wala koi heal hi nahi hai
Aage ka kya hai
Meri toh koi manzil hi nahi hai
Meri baatein kahaan par bhi hoti nahi
Aisi toh koi mehfil hi nahi hai
Bura har baar mai hi ban jaata hu
Aur logon ko lagta hai
Isko farak hi nahi padta hai
Kya sach mein mere mein dil hi nahi hai?
(Hook)
Kya log hai
Kya log hai
Kya log hai bro
Jisko jo hai samajhna hai
Usko vo samajhne do
Kya log hai
Kya log hai
Kya log hai bro
Udta teer diya hai
Jisko lena hai
Usko lene do
(Verse 2)
Jitna hard banta hu
Sabke saamne
Par asal mein khud ko
Akele mein kosta hu
Har baar mai hi kyun?
Ye cheezein akele
Baith kar mai sochta hu
Logon se baat nahi karne aati
Isliye toh gaane mein
Mera dard mai bolta hu
Aur log aakar bolte hai
Ki mai yahan bahut zyada sochta hu
Chal maanta hu shayad
Galti meri hi thi
Ki tujhe mai apna hi maanta hu
Tu hogi nahi meri
Ye cheez toh mai
Pehle se hi jaanta hu
Kitne log mere peeche
Aur mai tha tere peeche
Ab un logon ka dard
Mai samajh sakta hu
Unka pyaar dikha nahi
Unse pyaar hua nahi
Four Finger roll
One thumb is up
Pata nahi mujhe vo milegi kab
Ab soch raha hu mai
Khud ko kos raha hu mai
Kya usko bhi feel aati hai
Yahi sirf sochta hu mai
(Hook)
Kya log hai
Kya log hai
Kya log hai bro
Jisko jo hai samajhna hai
Usko vo samajhne do
Kya log hai
Kya log hai
Kya log hai bro
Udta teer diya hai
Jisko lena hai
Usko lene do