Dil Ka Sauda Hua Remix - Nusrat Fateh Ali Khan | Full Video | Best Romantic Love Song
United Naxal Records
0:00 / 0:00
Dil Ka Sauda Hua Remix - Nusrat Fateh Ali Khan | Full Video | Best Romantic Love Song
14 423 841 просмотр · 9 лет назад
United Naxal Records
260 тыс. подписчиков
14 423 841 просмотр · 9 лет назад
Dil Ka Sauda Hua Remix
Channel: Swati Patil UNR
Artist: Nusrat Fateh Ali Khan
Music: A1melodymaster
Lyrics:
Ankh uthi mohabbat ne angrai li
Dil ka sauda huya chandi raat mein
Unki nazron ne kuch aisa jaddo kiya
loot gaye hum to pehli mulaqat mein
Ankh uthi mohabbat ne angrai li
Dil ka sauda huya chandi raat mein
Unki nazron ne kuch aisa jaddo kiya
loot gaye hum to pehli mulaqat mein
Hum hosh bhi apne bhul gaye
Imaan bhi apna bhul gaye
Ik dil hi nahi us bas mein
Hum na jaane kiya kiya bhul gaye
Jo baat thi unko kehne ki
Wo baat hi kehna bhul gaye
Gairon ke fasane yaad rahe
Hum apna fasana bhul gaye
aisa jadoo kiya unki nazaro ne
hum pe aisa jadoo kiya unki nazaro ne
nazarone nazarone nazarone
Ankh uthi mohabbat ne angrai li
Dil ka sauda huya chandi raat mein
Unki nazron ne kuch aisa jaddo kiya
loot gaye hum to pehli mulaqat mein
Ankh uthi mohabbat ne angrai li
Dil ka sauda huya chandi raat mein
Unki nazron ne kuch aisa jaddo kiya
loot gaye hum to pehli mulaqat mein