Sochun Main (Official Video) - Noor Chahal | Universal Music India | Rtist 91 | New Hindi Songs 2026
Noor Chahal и Universal Music India
0:00 / 0:00
Sochun Main (Official Video) - Noor Chahal | Universal Music India | Rtist 91 | New Hindi Songs 2026
207 000 просмотров · 1 мес. назад
Noor Chahal и Universal Music India
207 000 просмотров · 1 мес. назад
We all have that phase where you’re like, “Okay… but is this really worth it?”
Sochun Main is about that exact feeling — wanting more, but also wondering if you’re being unrealistic. Chasing the dream while life keeps telling you to be practical. Wanting to take the leap, but also thinking, “Maybe I should just chill and play safe?”
It’s messy. It’s confusing. It’s exciting. And honestly, none of us really have it figured out.
Sochun main is about dreaming anyway, taking your chances, and not letting someone else’s idea of a “normal life” become yours.
Credits:
Singer, Lyrics & Composition: Noor Chahal
Music Production: DevM
Guitars: Noor Chahal & Suman Bagani
Production by: Rtist 91
Label: IndieA Records | Universal Music India
Director: Sunny Raj
DOP: Vishal Sharma
Direction Assistant: Geetanjali Raj
AD & Art: Pooja Singh
Production Manager: Rishab Gupta
Gaffer: Sanam Thakur
Lights: Amit Sengar
Edit & VFX: Mayank
Colorist: Tapasvi Asija (Arts for Production)
BTS: Jot
Artist Hair: Dimple
Social Media Creatives: 91 Socials - Simran Jaiswal, Mayank & Sonia Rawat
Project Head: Arushi Yadav
Special Thanks: Caryakshetra
Lyrics:
Rozana Duniya Ke Taane Rakh Ke Sirhaane
Dil Ki Sunu Ya Kuch Gaane Sunlun Puraane
Deewane Na Jaane, Yun Karne Bahaane
Dil Ko Dun Kahan Ka Pata
Sochun Main
Khud Pe Yakeen
Karun Ya Saare Sapne Bhula Dun Main
Sochun Main, Banu Koi
Ya Iss Bheed Mein Khudko Gawa Dun Main
Ya Bole Jahaan
Ki Mere Baad Baad Baad Na Koi Tha
Ya Jaun Jahaan
Jaane Naam Naam Naam Na Koi
Khaali Khaali Raaste Hain
Din Guzar Raha Hai
Raat Ke Andheron Ne Bhi
Mujhse Kuch Kaha Hai
Kya Chhod Dun Main Khudko Jaise Udta Koi Panna
Ya Kas Ke Baandh Lun Main Seekh Lun Kitaab Banna
Ya Bewakoofiyon Ki Jaadui Imaarton Pe
Kuch Der Aur Lun Bita
Sochun Main
Qissa Sahi
Ya Kahani Banke Dikha Dun Main
Sochun Main
Banu Koi
Ya Iss Bheed Mein Khudko Gawa Dun Main
Ya Bole Jahaan
Ki Mere Baad Baad Baad Na Koi Tha
Ya Jaun Jahaan
Jaane Naam Naam Naam Na Koi
Sochun Main Sochun Main
Sochun Main Sochun Main
Sochun Main Sochun Main
Sochun Main Sochun Main
Karun Dil Pe Yaqeen Ya Nahi Sochun Main
Sochun Main Sochun Main
Sochun Main Sochun Main