Sangeet Samrat Tansen or unke guru muhammad ghaus's Maqbara 😱
Virasat Ki Khoj🇮🇳
0:00 / 0:00
Sangeet Samrat Tansen or unke guru muhammad ghaus's Maqbara 😱
276 просмотров · 8 дн. назад
Virasat Ki Khoj🇮🇳
178 подписчиков
276 просмотров · 8 дн. назад
Aaj ke is vlog mein hum ghoomne wale hain Madhya Pradesh ke itihasik shahar Gwalior ke do behad khubsurat aur ahem maqbaron par. Is video mein humne cover kiya hai:
✨ *Sufi Sant Mohammad Ghaus ka Makbara:* Jo apni shandar Mughal architecture, fine stone-lattices (jaali ka kaam) aur sants ki history ke liye jana jata hai.
🎵 *Sangeet Samrat Tansen ka Makbara:* Jo Bharat ke mahan sangeetagya aur Akbar ke navratno mein se ek Tansen ki samadhi hai, jahan aaj bhi sangeet premi apni shraddhanjali dene aate hain.