Chand - Ankk ( Official Music Audio )
ANKK
0:00 / 0:00
Chand - Ankk ( Official Music Audio )
2 143 просмотра · 3 мес. назад
ANKK
227 подписчиков
2 143 просмотра · 3 мес. назад
Chand - Ankk ( Official Music Audio )
Song Credits -
Song Name - Chand
Lyrics - Ankk
Composer - Ankk
Presented by - Ankk
Language - Hindi
Release - 09/07/2026
Follow Me On Instagram -
https://www.instagram.com/ankk.025?ig...
Lyrics -
CHAND
Tu chand hai meri gali ka
jo roshan kare ghar mera
Tu chand hai meri zindagi ka
jiske aane se hi din dhala
Tu chand hai meri gali ka
jo roshan kare ghar mera
Tu chand hai meri zindagi ka
Jiske aane se hi din dhala
Tu chand nahi , chand daag tera hai
Tu phool nahi , phoolo ka baag mera hai
Kya hi likhun ab chandani pe tere
Tere samne har phool feeka pada hai
Tu aasma ka chand dekhe , mai mera chand dekh raha hoon
Mere har geet me bas tera naam likh raha hoon
Uss chand par koi dhaag toh honge
Tabhi toh mai bas tera noor likh raha hoon
Tujhse hi ye din chada , tujhse hi ye din dhala
Beghar sa ab mai rahu , bas tujhme hi hai ghar mera
Tu chand hai meri gali ka
Jo roshan kare ghar mera
Tu chand hai meri zindagi ka
jiske aane se hi din dhala
Tu chand hai meri gali ka
Jo roshan kare ghar mera
Tu chand hai meri zindagi ka
Jiske aane se hi din dhala
Jo tu pass hai , kya ye khwaab hai
Kuch khaas , ye mulakat hai
Logon ki labhon pe jo baat hai
Usme tu aur mai ab saath hai
Tujhse hi ye din chada , tujhse hi ye din dhala
Beghar sa ab mai rahu , bas tujhme hi hai ghar mera..
Tu chand hai meri gali ka
jo roshan kare ghar mera
Tu chand hai meri zindagi ka
Jiske aane se hi din dhala
Tu chand hai meri gali ka
Jo roshan kare ghar mera
Tu chand hai meri zindagi ka
Jjiske aane se hi din dhala
#originalmusic #originalsong #chand #love #lovesong #romanticsong #indiemusic #indiesong #hindisong #ankk