Перейти к содержимому

Vishwakarma Samaj Kamaipur | Masik Vishwakarma Puja Kamaipur | Kamaipur Ka Vishwakarma Puja & Arati

Ajay parwana blog

0:00 / 0:00

Vishwakarma Samaj Kamaipur | Masik Vishwakarma Puja Kamaipur | Kamaipur Ka Vishwakarma Puja & Arati

151 просмотр · 12 дн. назад
Ajay parwana blog
494 подписчика
151 просмотр · 12 дн. назад
Sulempur urf Kamaipur (Holagarh, Prayagraj) mein Bhagwan Shri Vishwakarma Ji ka bhavya pujanotsav atyant harshoolas ke sath sampann hua. Is pawan avsar par Samajwadi Party ke Pradesh Sachiv Shri Dudhnath Patel ji, Bhavi Vidhayak Shri Manoj Pandey ji, aur Zila Panchayat Sadasya Shri Chakkan Patel ji ka vishesh aagaman raha. Labhag 40 varsho baad Vishwakarma bandhuon ko divya katha sunne ka saubhagya mila, jiske mukhya yajman Dheeraj Vishwakarma v Santoshi Devi rahe. Havan, Sundarkand path, vishal bhandare aur atithya satkar se saje is aitihasik ayojan mein pura gaon bhaktiras mein sarabor nazar aaya. Yeh video aapko kaisa laga? Comment box mein zaroor batayein aur video ko like va share karna na bhulein! #VishwakarmaSamajKamaipur #MasikVishwakarmaPujaKamaipur #KamaipurKaVishwakarmaPuja #SulempurKamaipur #Holagarh #Prayagraj