Ghar Ka Bahar Wala Hara Bhara View Kaisa Hai | Cake Pizza Party | Pakistani Family Vlog
Haider's Mom ⭐
0:00 / 0:00
Ghar Ka Bahar Wala Hara Bhara View Kaisa Hai | Cake Pizza Party | Pakistani Family Vlog
318 просмотров · 2 нед. назад
Haider's Mom ⭐
306 подписчиков
318 просмотров · 2 нед. назад
Assalam o Alaikum! Umeed hai aap sab khairiyat se honge.
Aaj mere bete ke dost uski ayadat ke liye aye the, is liye hum ne choti si cake aur pizza ki dawat ki. Bachon ki privacy ki wajah se unko video me nahi dikhaya.
Video ke dosre hisse me maine aapko apne ghar ka bahar wala hara bhara view dikhaya hai ke hamara ghar bahir se kesa lagta hai. Gaon jaisa sukoon aur hariyali.
Bete ke liye dua kijiye ga Allah pak jald sehat de. Ameen.
Video me kya hai:
00:00 - Intro
01:20 - Cake Pizza Dawat
04:30 - Bete ki ayadat
06:00 - Ghar ka bahar ka hara bhara view
Duaon me yaad rkhyn
#pakistanifamilyvlog #gharkaview #harabharaview #cakepizza #familyvlog #villagevlog #okara #desivlog