Aaj Baking Class Mein Bohat Maza Aya!😍😂 | Minhaj Shan Vlogs
Minhaj Shan
0:00 / 0:00
Aaj Baking Class Mein Bohat Maza Aya!😍😂 | Minhaj Shan Vlogs
370 просмотров · 4 дн. назад
Minhaj Shan
307 подписчиков
370 просмотров · 4 дн. назад
Aaj ke vlog mein humne din ki shuruaat kitchen se ki! 👨🍳 COTHM ki baking class mein aaj humne different garnishes prepare ki, bohat kuch seekhne ko mila aur khoob maza bhi aya. 😍
Class ke baad hum biryani lekar ghar aaye aur phir ghar aakar vlog end kiya. 😂 Actually vlog end karna bhool gaya tha aur ghar aakar so gaya!
Aaj ka din bohat interesting aur fun-filled raha. ❤️
Agar vlog acha lage toh LIKE, SHARE aur SUBSCRIBE zaroor karna. Aap sab ki support mere liye bohat important hai! ❤️
Love you all! See you in the next vlog. ✨
#MinhajShanVlogs #DailyVlog #COTHM #BakingClass #KitchenVlog #FoodVlog #PakistanVlogger #IndianVlogger #DailyVlogging #Biryani #vloglife #MinhajShan #chef