Mummy Ka Birthday | امی کی سالگرہ | Urdu Rhymes - Zappy Toons Urdu
Zappy Toons Urdu - Nazam for Kids
0:00 / 0:00
Mummy Ka Birthday | امی کی سالگرہ | Urdu Rhymes - Zappy Toons Urdu
433 547 просмотров · 3 недели назад
Zappy Toons Urdu - Nazam for Kids
529 тыс. подписчиков
433 547 просмотров · 3 недели назад
Mummy Ka Birthday | امی کی سالگرہ | Urdu Rhymes - Zappy Toons Urdu
Lyrics :
Mummy ka hai birthday aaj
Badi khushi ki hai ye baat
Mummy ka hai birthday aaj
Badi khushi ki hai ye baat
Naye kapde pehne mummy
Aur pehne wo sar par taj
Mummy ka hai birthday aaj
Badi khushi ki hai ye baat
Ghar ko gubbaro se sajaaya hai
Rang biranga banaya hai
Ghar ko gubbaro se sajaaya hai
Rang biranga banaya hai
Jhilmil jhilmil chamke ghar
Khushiyon se bhara hai ghar
Mummy ka hai birthday aaj
Badi khushi ki hai ye baat
Cake bada hi sundar hai
Bachcho ne banaya hai
Cake bada hi sundar hai
Bachcho ne banaya hai
Uspe HAPPY BIRTHDAY MUMMY
Bachcho ne khud likha hai
Mummy ka hai birthday aaj
Badi khushi ki hai ye baat
Sare rishtedar aye hain
Gifts bahut se laye hain
Sare rishtedar aye hain
Gifts bahut se laye hain
Mummy ne jab kata cake
Tali sabne bajayi sath
Mummy ka hai birthday aaj
Badi khushi ki hai ye baat
Mummy ka hai birthday aaj
Badi khushi ki hai ye baat
Mummy ka hai birthday aaj
Badi khushi ki hai ye baat
Apna birthday manaye mummy
Khush ho kar sabke sath
Mummy ka hai birthday aaj
Badi khushi ki hai ye baat
#UrduRhyme #UrduRhymes #BestUrduRhyme #UrduKidsSongs #UrduKidsRhyme