Chair Par Namaz Ka Sahi Tarika | 4 Zaroori Ahkam Jo Har Musalman Ko Maloom Hone Chahiye | Important
Deen ki Tableegh
0:00 / 0:00
Chair Par Namaz Ka Sahi Tarika | 4 Zaroori Ahkam Jo Har Musalman Ko Maloom Hone Chahiye | Important
9 260 просмотров · 5 мес. назад
Deen ki Tableegh
9,07 тыс. подписчиков
9 260 просмотров · 5 мес. назад
Chair Par Namaz Ka Sahi Tarika | 4 Zaroori Ahkam Jo Har Musalman Ko Maloom Hone Chahiye | Important Islamic Guid
Bismillah ir Rahman ir Raheem
Aaj kal masajid mein chair par namaz parhna aam hota ja raha hai, lekin bohat se log is ke sahi tareeqe aur ahkam se na-waqif hain. Is video mein hum aap ko chair par namaz parhne ke 4 zaroori ahkam bata rahe hain jo har musalman ke liye jaan’na bohat zaroori hai.
Agar aap ya aap ke ghar mein koi shakhs majboori ki wajah se chair par namaz parhta hai, to yeh video zaroor dekhein. Ghalat tareeqe se namaz parhna na sirf aap ki namaz ko mutasir karta hai balkay saf ki tartib bhi bigar deta hai.
Is video mein aap seekhen ge:
Chair kahan rakhni chahiye?
Saf ke sath kaise kharay ya baithna hai?
Ruku aur sajda ka sahi tareeqa kya hai?
Chair ke sath lagay takhtay ka hukum kya hai?
Yeh tamam maloomat Quran o Sunnat ki roshni mein asaan andaaz mein bayan ki gayi hain.
👉 Is video ko zyada se zyada share karein takay har musalman tak yeh zaroori ilm pohanch sake.
Allah hum sab ki namazon ko qabool farmaye. Ameen.
chair par namaz
namaz on chair
chair par namaz ka tarika
namaz rules islam
namaz mistakes
islamic bayan urdu
namaz ka sahi tareeqa
how to pray salah sitting
namaz for sick people
islamic guidance
urdu islamic video
deen ki baatein
namaz ki ahmiyat
muslim prayer guide
"Chair Par Namaz? Ye 4 Ghaltiyan Na Karein!"
"Namaz Galat Ho Sakti Hai!"
"Zaroor Dekhein!"