Перейти к содержимому

Bansuri Ear Training Tutorial | Sur Pehchan Kaise Kare | Flute Riyaaz for Beginners

Sangeet Area

0:00 / 0:00

Bansuri Ear Training Tutorial | Sur Pehchan Kaise Kare | Flute Riyaaz for Beginners

8 667 просмотров · 9 мес. назад
Sangeet Area
2,61 тыс. подписчиков
8 667 просмотров · 9 мес. назад
Is video me maine Bansuri Ear Training ke baare me detail me bataya hai ki 👉 sur ko kaan se kaise pehchane 👉 bina scale dekhe flute kaise bajaye 👉 riyaaz ko strong kaise banaye Ear training har flautist ke liye utna hi zaroori hai jitna sa re ga ma ka riyaz. Chahe aap Indian Classical, Bhajan, Bollywood songs, ya Krishna flute bajate ho – bina ear training ke sur pakka nahi hota. 🎶 Is video me beginner-friendly techniques use ki gayi hain jo daily riyaz me madad karegi sur accuracy improve karegi confidence ke saath bansuri bajane me help karegi 🙏 Agar video pasand aaye to Like, Share aur Subscribe zaroor kare Kyuki yahin se shuru hoti hai aapki Sangeet Yatra 🦚🎵