Beautiful Quran in Taraweeh | ibne Qari Jamshed Alam | india Taraveeh ,
Islamic Masail Of India
0:00 / 0:00
Beautiful Quran in Taraweeh | ibne Qari Jamshed Alam | india Taraveeh ,
753 440 просмотров · 3 года назад
Islamic Masail Of India
14,3 тыс. подписчиков
753 440 просмотров · 3 года назад
مدرسہ فیض العلوم فیضی کالونی افضل گڑھ کی مسجد میں 10 دن کی تراویح کا خوبصورت منظر
قاری محمد خلیل اللہ بن قاری محمد جمشید استاذ مدرسہ فیض العلوم افضل گڑھ ضلع بجنور یوپی
faizi colony Faizul Uloom Afzalgarh Bijnor ki jadeed masjid me
har sal ki tarah is saal bhi
Khubsurat aur shandar andaz men das din ki Taraweeh me quraan mukammal karne ka intezam kya gaya hai,
rozana 3 pare Taraweeh me,
aur is qadar pyare aur khubsurat lehje me apko shayad hi kahi aur sunne ko milega,
Ramzan ke mahine me apko agar 10 din ki Taraweeh me mukammal quraan sunna hai aur ap achha Quran sunne ke shoqeen hain
to aap bhi ramzan ke shuru ke 10 din me Faizi colony Faizul Uloom Afzalgarh ki jadeed masjid me tashreef l zaroor layen,