Naik Dokandar Aur 20 Saal porana Raaz | aik Sabaq amooz khani | Hindi Urdu moral stories
MiMi MORAL STORY
0:00 / 0:00
Naik Dokandar Aur 20 Saal porana Raaz | aik Sabaq amooz khani | Hindi Urdu moral stories
1 411 просмотров · 3 нед. назад
MiMi MORAL STORY
205 подписчиков
1 411 просмотров · 3 нед. назад
Ye kahani hai Baghdad ke ek nek dil dukandar Abdul Rahman ki. Har raat wo chupke se ek dushman ke ghar rashan rakh kar aata tha, jis dushman ne uski dukan, izzat aur karobar sab barbad kar diya tha.
Baghdad ke bazaar me Haris ne jhoot aur sazish se Abdul Rahman ko barbad kar diya. Lekin jab waqt ne Haris ko gareeb kar diya to Abdul Rahman ne badla nahi liya balke uske bhookay bachon ko khana khilaya.
Kya badla lene se sukoon milta hai? Kya maaf karna kamzori hai ya sab se badi taqat? Is sabaq amoz kahani me janiye ke Allah ke liye maaf karne ka sila kya hota hai.
Ye ek emotional story, moral story aur islamic sabaq amoz kahani hai jo aapka dil cheer degi.
Agar kahani dil ko lagi ho to comment me ALLAH likhna mat bhooliye ga aur aisi mazeed kahaniyan sunne ke liye channel ko subscribe kar lein.
#sabaqamozkahani #emotionalstory #baghdadkikahani #moralstory #abdulrahman #maafkarna #islamicstory #urdumoralstory #hearttouchingstory #badla