Перейти к содержимому

Shah Faisal Colony Mein Qingqi Rickshaw Ka Khofnak Accident | iPlus News Digital

iPlus News Digital

0:00 / 0:00

Shah Faisal Colony Mein Qingqi Rickshaw Ka Khofnak Accident | iPlus News Digital

1 660 просмотров · 12 ч назад
iPlus News Digital
5,14 тыс. подписчиков
1 660 просмотров · 12 ч назад
Shah Faisal Colony Karachi mein Qingqi rickshaw race lagatay hue ulat gaya, jis ke nateeje mein sawari khawateen shadeed zakhmi ho gayeen. Chhoti umar ke na-tajarbakar drivers aur musafiron ko uthanay ke chakar mein tezi se daudti yeh gariyan ab shehriyon ki zindagi ke liye khatra ban chuki hain. Is ground report mein daikhiye: Hadsa kaisay pesh aya aur chashm-deed gawahon ka kya kehna hai? Awam ka Traffic Police, DC aur Town Intezamia se shaded shikwa. Shah Faisal Colony mein qingqi rickshaw mafia aur bhatta system par ahem sawalat. Aap ki is baray mein kya raye hai? Comments mein zaroor batayein. Mazeed ground reports aur shehri masail ke liye iPlus News Digital ko subscribe karain. 00:00 - Shah Faisal Colony: Qingqi rickshaw ka achanak hadsa 00:43 - Hadsa kaisay pesh aya? Ground reality aur mazeed tafseelat 01:31 - Khawateen zakhmi: Musafiron ki soorat-e-haal 02:12 - Chashm-deed gawahon ke shadeed inkishafat 02:58 - Rickshaw driver se sawalat: Over-speeding aur race ki wajah 04:10 - Shah Faisal Colony mein bhatta system aur traffic intezamia par sawal 05:13 - Zakhmi sawariyon ka bayan aur hospital rawangi 06:15 - Intezamia kab hosh mein aaye gi? Sarfaraz Ali ki final report #ShahFaisalColony #QingqiRickshaw #KarachiAccident #KarachiNews #GroundReport #TrafficMafia #iPlusNewsDigital