Перейти к содержимому

Ravan Ne Diye Jeevan Ke 3 Sabse Bade Niyam! | Ramayana Untold Story

Divine Untold

0:00 / 0:00

Ravan Ne Diye Jeevan Ke 3 Sabse Bade Niyam! | Ramayana Untold Story

150 просмотров · 13 дн. назад
Divine Untold
155 подписчиков
150 просмотров · 13 дн. назад
Ram-Ravan yuddh ke ant ke baad, jab mahapandit Ravan ranbhoomi me apni antim saansein le raha tha, tab Prabhu Shri Ram ne Lakshman ko uske charno me baithkar jeevan ka antim gyan lene bheja. Is video me dekhiye ki aakhir marte samay Ravan ne Lakshman ko kaun si 3 mahatvapurna seekh di thin, jo har insaan ke jeevan me kaam aati hain. 1. Shubh karya me kabhi deri na karein 2. Apne shatru ya virodhi ko kabhi chhota ya kamzor na samjhein. 3. Apna sabse bada rahasya kisi se saajha na karein. Shakti se bada vivek hota hai aur kabhi-kabhi haar bhi sabse bada guru ban sakti hai. Video ko poora dekhein aur apne vichaar comment box me zaroor batayein! Agar video pasand aaye toh Like, Share