79th Sant Samagam: Bhramgyani Mahapurusho Se Charcha Aur Bacho Ka Fun! 🌟 Ruhani Diaries Ep 9
Simran Randhawa Official
0:00 / 0:00
79th Sant Samagam: Bhramgyani Mahapurusho Se Charcha Aur Bacho Ka Fun! 🌟 Ruhani Diaries Ep 9
187 просмотров · 13 дн. назад
Simran Randhawa Official
121 подписчик
187 просмотров · 13 дн. назад
79th Sant Samagam: Bhramgyani Mahapurusho Se Charcha Aur Bacho Ka Fun! 🌟 Ruhani Diaries Ep 9
Ruhani Diaries ke Episode 9 m aap sabhi ka sawagat hai! 🙏✨
About the Video:
Dosto, aaj ke is episode m hum apni Ruhani Diaries ki yatra ko aage bada rhe hain. 79th Sant Samagam ki khoobsurat yaadon ko samette hue, aaj hum aapko le kar chalenge:
• Ground D Ki Ronak: Samagam ka wo mahool jahan har taraf sewa aur samrpan dikhta hai.
• Samalkha Market Shopping: Ground se nikal kar humne ki thodi si shopping aur dekha market ka nazara.
• Kala Canteen Par Bacho Ki Masti: Bachon ke chehre ki khushi jab hum unhe unki favourite Kala Canteen lekar gye! 🍦🍟
• Samagam Charcha: Aur sabse khas, Bhramgyani Mahatmaon ke sath baithkar ki gyi roohani charcha, jisse dil aur dimag ko ek nayi sakaratmakta (positivity) mili.
Agar aapko ye vlog pasand aaye to video ko Like, Share aur channel ko Subscribe krna na bhulen!
#RuhaniDiaries #79thSantSamagam #SamalkhaVlog #KalaCanteen #NirankariSantSamagam #SpiritualVlog #DailyVlog #SamagamCharcha #Bhramgyan