Перейти к содержимому

🔥ढूंढ लिया नूह अलैहिस्सलाम की कश्ती का रास्ता? आखिर तुर्की ने ऐसा क्या किया?

Noore Hadees

0:00 / 0:00

🔥ढूंढ लिया नूह अलैहिस्सलाम की कश्ती का रास्ता? आखिर तुर्की ने ऐसा क्या किया?

174 488 просмотров · 3 недели назад
Noore Hadees
6,1 млн подписчиков
174 488 просмотров · 3 недели назад
Kya Turkey mein Nuh Alaihissalam ki kashti ka koi bada surag mil gaya hai? Turkey ke Durupinar ilaqe mein us jagah ki nayi jaanch shuru ho chuki hai, jise kai dashkon se Nuh Alaihissalam ki kashti se joda jata raha hai. Is baar sirf tasveerein aur scans nahi ho rahe. Balki zameen ke andar drilling bhi shuru ho chuki hai. Research team ke mutabiq, zameen ke andar kuch khaas layers aur khaali jagahon ke surag mile hain. Lekin kya ye waqai Nuh Alaihissalam ki kashti hai? Abhi tak kashti milne ki pakki tasdeeq nahi hui hai. Is video mein hum jaanenge Turkey mein chal rahi is poori jaanch ki kahani. Quran mein Nuh Alaihissalam ki kashti ka zikr bhi milta hai. Allah Ta'ala farmata hai ke kashti Al-Judi par thehar gayi. Noor-e-Hadees par pichhle 3 saal se hum Nuh Alaihissalam ki kashti se judi videos banate aa rahe hain. Agar aapko ye khabar sunkar khushi hui hai, to comment mein Subhan Allah zaroor likhein. Video pasand aaye to Like karein. Aur Noor-e-Hadees ko Subscribe zaroor karein. #NoahArk #NuhAlaihissalam #NooreHadees #Turkey #IslamicHistory #Quran #NoahArkTurkey