Перейти к содержимому

Ryka Ko Nahi Mili Starbucks Coffee 😭☕ | Navratri Family Vlog ❤️

Meet the Malhotra’s

0:00 / 0:00

Ryka Ko Nahi Mili Starbucks Coffee 😭☕ | Navratri Family Vlog ❤️

353 просмотра · 9 дн. назад
Meet the Malhotra’s
338 подписчиков
353 просмотра · 9 дн. назад
} Ryka Ko Nahi Mili Starbucks Coffee! 😭☕ Aaj ke family vlog mein hua kuch funny aur kuch super cute! ❤️😂 Navratri ke vrat ke baad hum nikle Sagar Ratna mein family dinner karne. Maine aur Pragat ne order ki Navratri Thali, jabki Ryka aur Soni ne enjoy kiya dosa! 😋 Raste mein Ryka ko Starbucks ki pink coffee dikh gayi, lekin hum late ho rahe the! Phir shuru hui funny conversations aur car mein Pragat-Ryka ki nok-jhok. 😂❤️ Aur suno, Ryka ne toh apni birthday party ki poori planning bhi kar di! 🎂🥳 Breakfast, lunch, friends ke saath party aur dinner—sab kuch decide ho gaya! Dinner ke baad gaye ice cream khane Basant, jahan sabne apni favourite ice cream enjoy ki. 🍦 Maine aur Pragat ne vrat wali ice cream li aur Mummy ke liye fruit cream pack karwayi. Phir Mummy ke ghar jaakar ki family chit-chat aur vlog ka happy ending! ❤️ Aapko Ryka ki birthday planning kaisi lagi? Comment karke zaroor batana! 👇❤️ Agar aapko hamare family vlogs, daily life, funny moments aur food adventures pasand hain, toh channel ko SUBSCRIBE karna mat bhoolna! 🔔 ❤️ LIKE | COMMENT | SHARE | SUBSCRIBE ❤️ Welcome to Meet the Malhotra’s — family, fun, food and lots of memories! #FamilyVlog #NavratriVlog #Starbuck #FamilyVlog #NavratriVlog #StarbucksCoffee #Ryka #MeetTheMalhotras #IndianFamilyVlog #DailyVlog #SagarRatna #NavratriSpecial #FamilyDinner #IceCreamTime #FunnyFamily