Lucent History Chapter 4 | वैदिक सभ्यता 🔥 | ऋग्वैदिक एवं उत्तरवैदिक काल | SSC, Bihar Police 2027.
Dilkhush Exam point
0:00 / 0:00
Lucent History Chapter 4 | वैदिक सभ्यता 🔥 | ऋग्वैदिक एवं उत्तरवैदिक काल | SSC, Bihar Police 2027.
22 просмотра · 13 дней назад
Dilkhush Exam point
16 подписчиков
22 просмотра · 13 дней назад
Lucent's Samanya Gyan History - Chapter 4: Vaidik Sabhyata Full Video in Hindi
Is video me humne Lucent Book ke Page 4, 5, 6 ke sabhi 46 Important Points ko cover kiya hai.
Agar aap SSC, Railway, Bihar Police, BPSC, Bank, ya kisi bhi One Day Exam ki taiyari kar rahe ho to ye video aapke liye bahut important hai.
Part 1, 2, 3 me humne Sindhu Ghati Sabhyata padhi thi, aaj hum Vaidik Sabhyata padhenge.
Video me kya-kya cover hua:
00:00 - Intro aur Hook
01:30 - Vaidik Kaal ka Vibhajan (Rigvedic & Uttarvedic)
03:00 - Arya kaun the? Bhasha aur Mool Nivas
05:00 - Prashasanik Vyavastha (Kul, Gram, Vish, Jan, Rashtra)
07:00 - Sabha, Samiti aur Raja ke Adhikari
09:00 - Samajik Jeevan, Varn Vyavastha, Mahilaon ki sthiti
11:30 - 6 Darshan aur unke Pravartak (Sabse Important)
13:30 - Daily Life, Pashu, Dharm aur Nadiyan
15:30 - Last 5 Objective Questions for Exam
PDF Notes chahiye to comment me "PDF" likho, mai bhej dunga.
Playlist dekhna na bhoolo:
Part 1: Sindhu Sabhyata - Link
Part 2: - Link
Part 3: - Link
Agar video pasand aaye to LIKE, SHARE aur SUBSCRIBE zaroor karna!
Agle video me: Jain Dharm aur Bauddh Dharm
#VaidikSabhyata #LucentHistory #SSC #Railway #BiharPolice #GeneralKnowledge #HistoryInHindi #DilkhushStudyPoint