Tumhe hum yad karte hai manqabat Saqlain miya huzoor by. haseeb raunaq Saqlaini
Saqlaini Times
0:00 / 0:00
Tumhe hum yad karte hai manqabat Saqlain miya huzoor by. haseeb raunaq Saqlaini
15 277 просмотров · 2 г. назад
Saqlaini Times
5,62 тыс. подписчиков
15 277 просмотров · 2 г. назад
Tumhe hum yad karte hai 4
Musalsal yad karte hai
Barabar yad karte hai
Ha me aaqa tumhe ansu baha kar yad karte hai
Tumhe hum yad karte hai 4
Tumhare yu chale Jane ka Dil par aysa sadma hai 2
Tumhari muskurahat ko bhi rokar yad karte hai
Tumhe hum yad karte hai 4
Tum aoge yakinan is liye hum sare diwane 2
Tumhare nam ki mehfil saja ke yad karte hai
Tumhe hum yad karte hai 4
Waha tum jab bhi jate the Unhe Dana khilate the 2
Tumhe ab bhi madine ke kabutar yad karte hai
Tumhe hum yad karte 4
Jaha paida hue bachpan guzara apne aaqa 2
Wo kakrala ki galiya wo Ghar yad karte hai
Tumhe hum yad karte 4
Jaha tum baith te the bolte the zikr karte the 2
Wo diware wo Aangan aur wo dar yad karte hai
Tumhe hum yad karte hai 4
Jo tumne apne hatho se lagaye aastane me 2
Wo tugre yad karte hai wo jhumar yad karte hai
Tumhe hum yad karte hai 4
Janabe hazrate e Gazi miya ka dekhkar chehra 2
Hum ab Tak apka ruye munawwar yad karte hai
Tumhe hum yad karte hai 4
Tumhara chalna phirna bhaithna zirk re khuda karna 2
Tumhari har Ada aye Banda parwar yad karte hai
Tumhe hum yad karte hai 4
Tumhare sath hum Sabir Piya ke darpe jate the 2
Bhari Ankho se wo kaliyar ka manzar yad karte hai
Tumhe hum yad karte hai 4
Faqat hum hi nahi jo yad karte hai unhe raunak 2
Mere murshid ko Abdalo kalandar yad karte hai
Tumhe hum yad karte hai 4